Thursday, February 12, 2009

LAL QILA , DELHI


Lal qila jis ki deewaren ab jagah jagah se kamzoor par rahi hain aur jis ke Dewane-Khas aur Dewane-Aam ab apni kasmpursi ki faryad karte nazar aate hain, ka yeh Lahori Darwaza ab bhi apni tareekh byan karta nazar aata hai.